Latest News

Sad Poetry About Life

Tmhary raagun main khoun ky tarah baahna chahta hun
Tmhary dil main dharkanun ky trah chlna chahta hun 
Din kay ujaalun ko aub main nhn chahta hun
In zulfun ky andhairun main bhatak jana chahta hun 
Main ab in aankhun key beenaey nhn chahta hun
Main tmhaary ungaly pakar kar chlna chahta hun 
Gham e rozgaar main ab jee lagana nhn chahta hun
Main ishq main ghalib sy bhe nikama huwa chahta hun
 
Syed main mukhtasar yeh aarz karna chahta hun
Main tumhaara aur bas tumhara hna chahta hun !

No comments:

Post a Comment

Search More FuN

Related Wallpapers

FuNmaZaPak Designed by Templateism.com Copyright © 2014

Theme images by Bim. Powered by Blogger.